avatar
Your name :

or login

Add Song
New comments

RJ Khan - Yaad Kar Lena

 
0
Copied!

{Intro}
(Aye)
(Straight from the heart)
(RJ)

Qubool mujhe tera har ghum hai, meri mehbooba
Palkein teri yaad me hi nam hain, meri mehbooba
Qubool mujhe tera har ghum hai, meri mehbooba
Palkein teri yaad me hi nam hain, meri mehbooba

{Build-up}
Khuda ki qasam, taqlif nahi
Bhale tu mere qareeb nahi
Sifarish kaisi khuda se ab?
Jab tera ishq nasib nahi

Aawara kaho na, deewana nahi
Banjara kaho na, thikana nahi
Allah ka tumko vaasta...
Bas raah-e-pyaar dikhana nahi

{Pre-Chorus}
Labon pe leke naam mera, fariyad kar lena
Labon pe leke naam mera, fariyad kar lena

{Chorus}
Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena
Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena
Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena

(Take two)

{Verse 1}
Hum koste hain qismat ko, jabki kharabi hum me hai
Hum uske qabil the hi nahi, jeena is ghum me hai
Hum koste hain qismat ko, jabki kharabi hum me hai
Hum uske qabil the hi nahi, jeena is ghum me hai

{Bridge}
Azaab laga hoga mujhe, tera waqt maine kharab kiya
Allah khush rakkhe tujhko jaan, agar ek bhi maine sabab kiya

{Breakdown}
Ye lamhein fir mohabbat vaale, aate na kabhi
Ranjhe muqammal chahat ko, kar paate na kabhi
Ye lamhein fir mohabbat vaale, aate na kabhi
Ranjhe muqammal chahat ko, kar paate na kabhi

{Pre-Chorus}
Jhutha lage mera pyaar, to piche haanth kar lena
Jhutha lage mera pyaar, to piche haanth kar lena

{Chorus}
Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena
Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena

{Verse 2}
Khush qismat tha deedar hua tera, pal bhar to sahi
Kehta hun ba-khuda, meri jannat hai nahi aur kahin
Khush qismat tha deedar hua tera, pal bhar to sahi
Kehta hun ba-khuda, meri jannat hai nahi aur kahin

{Bridge}
Ajeeb bada halaat ne, kaisa hai imtehaan liya?
Mehboob ko na maine, bewafa hone ka ilzaam diya

{Breakdown}
Allah se meri duhai, vo mehfooz rakhe tujhko
Aur tere hisse ki taqlifein, de de vo mujhko
Allah se meri duhai, vo mehfooz rakhe tujhko
Aur tere hisse ki taqlifein, de de vo mujhko

{Coda}
Mar jaun to, meri turbat se baat kar lena
Mar jaun to, meri turbat se baat kar lena

(Zaroorat ho jab bhi meri, mujhe yaad kar lena)

SoundCloud:

edit soundcloud

YouTube:


More RJ Khan lyrics

RJ Khan

RJ Khan

The meaning of the song

Biography

BIO:
Raju Ali Khan, known by his stage name, RJ Khan, is an Indian Independent Artist. He started uploading his music over YouTube and SoundCloud and gained appreciation for his Singles like "Mai Hoon Jiyan" and "Sun Meri Shizuka".

Life and Career:
RJ used to sing in music functions of School since childhood. He started to write lyrics since he was in 9th grade. In 2016, RJ created his own YouTube Channel and started uploading his works over the platform.
The turning point of his career came in 2019, when his song "Mai Hoon Jiyan" crossed 100K views over YouTube. Since then, he has released songs like "Sun Meri Shizuka" and "Sitamghar", which are popular among his fans.

New Lyrics

​whiteback, Pierre Pussee - Важный момент | Текст песни
{INTRO} Это очень важный момент. Многие думают, что я буду искать, чем мне
Полумягкие - Как и были | Текст песни
{Текст песни «Как и были»} {Куплет 1: Твёрдый Мики} Сколько
Charlotte Cardin - Did Life Work Out for You? | Lyrics
{Verse 1} I ran into a stranger from your home state I said I knew someone from
Filati - Дефицит | Текст песни
Я как кофе 3 в 1, во мне драги, боль и бенто Проливаю столько крови, пригласили в секту У
Morgin Madison, HILYTE & Kayrae - Don't Look Back | Lyrics
{verse 1} We share something unique and rare No comparisons I'd follow
Charlotte Cardin - I Came Here to Leave You | Lyrics
{Verse 1} From a cardboard hotel bed To the reckless things I said My
Florence Price - Travels' End | Lyrics
O bed in my mother’s house With sheets as white as May With blankets wove of carded
Beverly Kills - Hymn to You | Lyrics
Missed my own graduation A card so I always think of you You know I read it sometimes
Полумягкие - Творение | Текст песни
{Текст песни «Творение»} {Куплет 1: Твёрдый Мики} Время пришло,